WAQT

WAQT

Waqt

Shikaayat thi is tez raftaar waqt se,

Kaise kab guzar jaata, andaaza hi na ho pata,

Lagta hai mano usne sun li,

Aaj ye kuch aisa thama hai,

Har pal ke guzarne ka ehsas jata raha hai.

-ShekhaJain